A beautiful sher sung by Farida Khanum. Yet to know who the poet is.
woh mujhse hue hum-qalaam, allah! allah!
Qalam=pen/talk/speakkahaan main kahaan yeh maqaam, allah! allah!
woh mujhse hue hum-qalaam, allah! allah!
yeh rooh-e-darekhshaan
rooh=spirit, darekshaan=brightness
yeh zulfon ke saaye
yeh hungaama-e-subah-o-shaam, allah! allah!
woh sehmaa hua aansuoon kaa talaatum
talatum=waves
woh aab-e-rawaan besharam, allah! allah!
aab=water(a persian word) rawaan=flowing (persian)
woh zabt-e-sukhan mein labon ki khamoshi
zabt=control, sukhan=words/speach
nazar ka woh luft-e-karam, allah! allah!
luft=pleasure karam=some action/favor
woh mujhse hue hum-qalaam, allah! allah!
kahaan main kahaan yeh maqaam, allah! allah!
woh mujhse hue hum-qalaam, allah! allah!
No comments:
Post a Comment